Janmashtami Hindi SMS for Janmashtami Day
Maakhan chorr hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala, Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo, Harne Kans jaise papi ko Karne kalyan Dharti maa ka.. Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo Banke Kanha makhan chorr hai aayo
“Shri Krishna Govind Hare Murare, He Nath Narayan, Vasudeva, Tribhvan Ke Swami, Sakha Humare, He Nath Narayan Vasudeva, Aapki Janamashtmi ki hardik Shubhkamnaye’
Jivan ma ek pal evi pan hati, E same hati ne, sathe pan hati, Abhar etlo j mari durdarsha no ke, E Rekha hathma hati pan hath thi door hati
Happy Janmashtami
Krishna ke kadmo pe kadam badate chalo.
Ab murli nahi to ceeti bajate chalo.
Radha to ghar wale dilayenge hi magar tab tak gopiya patate chalo!
Happy Janmashtami
Aao milkar sajaaye nandal ko, aao milkar karein gungaan unka,
jo sabko raah dikhaate hai aur sabki bigdi banate hain,
chalo dhoom dhaam se manaaye janmadin unka…janmashtami ki subhkamnaayein…
Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam mahre kisna ne
jake liye sarvatra brahmand prassann hai
Jai kisan jai kisan
Jai gosh se vishva dhanya hai
Ek Radha Ek Meera Dono Ne Shyam Ko Chaaha Ab Shyaam Pe Hai Sara Bhaar Kis Ki Preet Kare Sweekar Happy..Happy Janmashtami.
Gokul Maine Aaya Mera “Nath” Nat Ko Salaam Karo Maakhan Kaho Kaho Or Doodh Pio Pio, Gokul Maine Aaya Mera “Nath” Nat Ko Salaam Karo
More Sweet Hindi SMS

Nice hindi msg’s….
Maakhan chorr hai aayo, Yashomati Maiya ka nandlala, Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo, Harne Kans jaise papi ko Karne kalyan Dharti maa ka.. Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo Banke Kanha makhan chorr hai aayo